Roman script

ye sama sama hai ye pyar ka 
kisi ke intazer ka 
dil naa chura le kahi mera 
mausam bahar ka 
ye sama sama hai ye pyar ka 
kisi ke intazer ka 
dil naa chura le kahi mera 
mausam bahar ka 
ye sama sama hai ye pyar ka 
basne lage aankho me aise kuch sapne 
basne lage aankho me kuch aise sapne 
koi bulaye jaise naino se apne 
naino se apne 
ye sama sama hai ye pyar ka 
kisi ke intazer ka 
dil naa chura le kahi mera 
mausam bahar ka 
milke khaylo me hi apne balam se 
milke khaylo me hi apne balam se 
needen gawa di mene apni kasm se 
mene apni kasm se 
ye sama sama hai khumar ka 
kisi ke intazar ka 
dil naa chura le mera 
mausam bahar ka

Song details

Song video

Watch on YouTube