Roman script

angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke 

jana jana

angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke 

jana jana

teri uthti jawani pukare tera joban kisi ko lalkare

teri uthti jawani pukare tera joban kisi ko lalkare

dil ki dhak dhak dil ki dhak dhak ye kah rahi hai

chori chori balam yaha ana chori chori 

balam yaha ana

dil ki dhak dhak ye kah rahi hai

chori chori balam yaha ana chori chori

balamyaha ana

angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke

jana jana

man man me hame na galiya do lo 

chali mai yaha se aji o o

man man me hame na galiya do lo

chali mai yaha se aji o o

koi kab tak koi kab tak aiso ke paas aye

jinke dil me auro ka ho thikana

koi kab tak aiso ke paas aye

jinke dil me auro ka ho thikana

angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke 

jana jana

jhuthi nindiya ankho me cha gayi hai 

yad piya pyare ki a rahi hai

jhuthi nindiya ankho me cha gayi hai

yad piya pyare ki a rahi hai

wo jo nas nas me wo jo nas nas me bas rahe hai

ye adaye unhe bhi dikhlana

wo jo nas nas me bas rahe hai 

ye adaye unhe bhi dikhlana

angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke 

jana jana

angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke

jana jana

Explore this song