Roman script

andhkaar me jyoti chhupi kyo

tod fod ambar ka seena 

bijali bankar aaja kaun rok skta hai 

tujhko is dharti par chha ja 

andhkaar me jyoti chhupi kyo

chamak damak kar chamak damak kar 

chal ja chal ja andhkar mein jyoti chhupi kyo

chamak damak kar chamak damak kar 

chal ja chal ja baat dekhte deepak sare

tu parkash le aa re baat dekhte deepak sare

tu parkash le aa re aa re 

bajal bajal maati se mil jaa

bajal bajal maati se mil jaa

chamak damak kar chamak damak kar 

chal ja chal ja soya hua jagat fir jage

andhkar dharti se bhage soya hua jagat fir jage

andhkar dharti se bhage pran pran mein jivan bhar ja

chamak damak kar chamak damak kar 

chal ja chal ja chal ja chal ja chal ja

nas nas mein tu preet basa de

jhopdiyo mein geet jaga de

shkti bhakti de khil ja khil ja

shkti bhakti de khil ja khil ja

chamak damak kar chamak damak kar 

chal ja chal ja mandir mandir mein lahra ja

kali kali mein roop luta ja

chamak damak kar chamak damak kar 

chak ja chal ja chal

mandir mandir mein lahra ja

kali kali mein roop luta ja

jagmag jagmag chamak ja 

jagmag jagmag chamak ja

Explore this song