Roman script
anando bramha govinda mahar dilwalo ki hai ye duniya sari ek hasina mahjabin yaar se najar jo mil gayi dillagi hi dillagi me do dilo ki baat chal gayi mere ho tum banwari anando bramha govinda mahar dilwalo ki hai ye duniya sari roop rang me dhali ek kali hai meri jindagi aur ek najar ke baad bekali hai meri jindagi layi dor preet ki tere paas khinch ke main bhi tere sang hu dono aankh mich ke ye hai mohabbat ka jadu meri jaan chalne do jadu chala to dilo ko bhi milkar machalne do aa bhi ja ke aaj yaar aise hoke bekarar dil mile khile phulwari anando bramha govinda mahar dilwalo ki hai ye duniya sari ek hasina mahjabin yaar se najar jo mil gayi dillagi hi dillagi me do dilo ki baat chal gayi mere ho tum banwari hona tha milan to hua par sajan koi maja nahi ho agar tujhe kabul to hamare hath kya nahi aa mere dilbar apna le mujhko baaho me bhar ke ghum kar de tujhko ye bhi kaho ke doli me lekar ke jaunga raste me aayi to duniya ke deeware dha dunga aa bhi ja ke aaj yaar aise hoke bekarar dil mile ude chingari anando bramha govinda mahar dilwalo ki hai ye duniya sari ek hasina mahjabin yaar se najar jo mil gayi dillagi hi dillagi me do dilo ki baat chal gayi mere ho tum banwari anando bramha govinda mahar dilwalo ki hai ye duniya sari
Song details
- Singer: S P Balasubramaniam
- Singer: Kavita Krishnamurthy
- Film / album: Shiva (1990)
- Composer: Ilaiyaraaja
- Actor: Nagarjuna
- Actor: Amala
- Actor: Dilip Dhawan
- Actor: Brij Gopal
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Raghuvaran
- Actor: Iftekhar
- Actor: Beena
- Actor: Raj Zutshi
- Actor: Chakravarthy
- Actor: Chinna
- Actor: Tanikella Bharani
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Rohini Hattangadi
- Actor: Goga Kapoor
- Actor: Chandrashekhar
- Actor: Hussain
- Actor: Satyanarayana
Song video
singer: S P Balasubramaniam, Kavita Krishnamurthy
actor: Nagarjuna Akkineni