Roman script

amir se hoti hai garib se hoti hai

dur se hoti hai karib se hoti hai

magar jaha bhi hoti hai ae mere dosto

shaadiya to nasib se hoti hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

yaar ki shaadi hai

mere dildar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

lagta hai jaise sare sansaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

waqt hai khubsurat bada shubh lagan muhurat

dekho kya khub jachi hai dulhe ki bholi surat

dulhe ki bholi surat

khushi se jhume hai man mila sajni ko saajan

kaise sanjog mile hai choli se bandh gaya daman

choli se bandh gaya daman

ek maasum kali se mere gulzar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

o sun mere diljani

teri thi ye jawani shuru ab hone lagi hai

nayi teri zindgani

nayi teri zindgani

khushi se kyu itraye

aha aaj tu hume nachaye

waqt wo aane wala

o ho dulhaniya tujhe nachaye

dulhaniya tujhe nachaye

kisi ke sapno ke solah singaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

taare tod tod laau tere sahre ko sajau

phul raaho me bichhau main pyar ke

phul raaho me bichhau main pyar ke

aaj lunga main balaye dunga dil se duaye

daal gale me ye baahe ab yaar ke

daal gale me ye baahe ab yaar ke

o ek chaman se dekho aaj bahaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

yaar ki shaadi hai

mere dildar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

lagta hai jaise sare sansaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

aaj mere yaar ki shaadi hai

Explore this song