Roman script

ambua ki dari se bole re koyaliya

ambua ki dari se bole re koyaliya

preet naa karna aji, prit na karna ji

bole re koyaliya

ambua ki dari se bole re koyaliya

sulag sulag mai kali bhayi haay

sulag sulag mai kali bhayi

koyla bani na rakh

koyla bani naa rakh

jal jal ke marana aji, preet na karna ji

bole re koyaliya

ambua ki dari se bole re koyaliya

shahad ke andar zahar bhara hai

shahad ke andar zahar bhara hai

bacha nahi wo jisne piya hai

bacha nahi wo jisne piya hai

aahe na bharna aji, preet na karna ji

bole re koyaliya

ambua ki dari se bole re koyaliya

khushbu se tum mast na hona

khushbu se tum mast na hona

kaanto ko, kaanto ko hatho se naa chhuna

phulo se darna aji, prit naa karna ji

bole re koyaliya

phulo se darna aji, preet na karna ji

bole re koyaliya

ambua ki dari se bole re koyaliya

bole re koyaliya

Explore this song