Roman script

tujhse judaa huwa hoon

rabb se main juda gaya hoon 

tujhse judaa huwa hoon

rabb se main juda gaya hoon 

baaki rahega mujhme tu yahan

yaadein meri bhulana

khud ko na tu rulana

chhod ke ye jahan

main chal diya

ab tujhe alvida ab tujhe alvida

ab tujhe alvida hai mera 

ab tujhe alvida ab tujhe alvida

ab tujhe alvida hai mera 

jab tera sahara na hua

waqt ne bhi ki na phir wafa

saanse bhi khamosh meri

rootha hai jaane kyun khuda

haan jab tera sahara na hua

waqt ne bhi ki na phir wafa

saansein bhi khamosh meri

rutha hai jaane kyu khuda

tujhse bichad gaya hoon

tanha sa ho gaya hoon

yaade teri rulaye bepanah

mujhko tera pata de

ik baar phir mila de

rab se hai meri itni ilteja

ab tujhe alvida ab tujhe alvidaa

ab tujhe alvidaa hai mera 

ab tujhe alvida ab tujhe alvidaa

ab tujhe alvidaa hai mera 

saath guzare sare pal

yaad woh aayenge sada

socha na kabhi tha ek din

ho jaunga tujhse judaa 

saath guzare sare pal

yaad woh aayenge sada

socha na kabhi tha ek din

ho jaunga tujhse judaa 

khud pe hi ik saza hoon

tujhse jo lapata hoon

tere bina yun jeena aaye na

jab tu mujhe mila hai

waqt hi na raha hai

rah gaya main adhura sa yahan

ab tujhe alvida ab tujhe alvida

ab tujhe alvida hai mera 

ab tujhe alvida ab tujhe alvidaa

ab tujhe alvidaa hai mera

Explore this song