Roman script

alvida jane wafa meri manzil aa gayi

aaj mai teri kasam kho ke sab kuch pa gayi

alvida jane wafa meri manzil aa gayi

alvida jane wafa

ye ummido ka jaha ab nahi mere liye

ye jami ye aasma ab nahi mere liye

aye sanam aye sanam aaj ek do nahi

mere dil ko bandhne aaj mai teri kasam 

kho ke sab kuch pa gayi alvida jane wafa 

ab najar aane lagi dur tak tanhaiya

hosh gum hone lage mit chali parchaiya

jane ja jane ja kab khuda aakar teri

nind mujhko aa gayi nind mujhko aa gayi

nind mujhko aa gayi

Explore this song