Roman script

alvida alvida to nahi alvida alvida to nahi

jism se jaan juda to nahi alvida alvida toh nahi

jism se jaan juda toh nahi rooh mei bah raha hai tu

rooh mein bah raha hai tu ae kahin tu khuda toh nahin

alvida alvida toh nahin koi roshni si hai 

ya koi khushboo hai mere tan badan mein hai 

kaun main ya tu hai jaaniya ve

ek chhota sa mera

zindagi se gila hai aisa mukhtasar kyun 

dil ka silsila hai sach bata sab khala toh nahi

jism se jaan juda toh nahi rooh mein bah raha hai tu

rooh mein bah raha hai tu ae kahin tu khuda toh nahin

Explore this song