Roman script

laya tha kya sikandar, kya le chala jaha se 

the dono haath khali, bahar kafan se nikle 

allah ke nek bande, neki ka beej bo le 

naam uska liye ja 

tauba kiye ja apne gunaho se 

allah ke nek bande, neki ka beej bo le 

hatho me khuda ke hain, ye takdeer ka tana bana 

kachche dhage ka hain rishta, har sans ka aana jaana 

ye kisko khabar hain nada, ye kisko khabar hain nada 

kab sans ki dori tute, kab sans ki dori tute 

allah ke nek bande, neki ka beej bo le 

naam uska liye ja

tauba kiye ja apne gunaho se 

allah ke nek bande, neki ka beej bo le 

anjaam se vakil kyu hain, anjaam tera hain pani 

is rahe zindagi me tu, kuchh apni chhod nishani 

tere baad bhi duniya wale, tere baad bhi duniya wale

dohraye tere afsaane, dohraye tere afsaane

allah ke nek bande, neki ka beej bo le

Explore this song