Roman script

toota toota ek parinda aise toota

ke phir jud naa paaya

loota loota kisne usko aise loota

ke phir ud naa paaya

o o o o toota toota ek parinda aise toota

ke phir jud naa paaya

loota loota kisne usko aise loota

ke phir ud naa paaya

girta hua woh asma se

aakar gira zameen par

khwabo mein phir bhi badal hi the

wo kehta raha magar

ke allah ke bande hasde allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

allah ke bande hasde allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

kho ke aapne par hi to usne tha ud naa sikha

kho ke aapne par hi to o o o

kho ke aapne par hi to usne tha ud naa sikha

gham ko aapne saath mein lele dard bhi tere kaam aayega

allah ke bande hasde allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

allah ke bande hasde allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

tukde tuke ho gaya tha har sapna jab wo toota

tukde tuke ho gaya tha aa aaa aa

tukde tuke ho gaya tha har sapna jab wo toota

bhikre tukdon mein allah ki marzi ka manzar paayega

allah ke bande hasde allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

allah ke bande hasde allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

toota toota ek parinda aise toota

ke phir jud naa paaya

loota loota kisne usko aise loota

ke phir ud naa paaya

girta hua wo asma se

aakar gira zameen par

khwabo mein phir bhi badal hi the

wo kehta raha magar

ke allah ke bande hasde allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

allah ke bande hasde allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

allah ke bande hasde allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

allah ke bande hasde allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

Explore this song