Roman script

tuta tuta ek parinda aise tuta ke fir jud na paya

luta luta kisne usko aise luta ke fir ud na paya

girta hua wo aasma se aakar gira jamin par

khwabo me fir bhi badal hi the wo kahta raha magar

allah ke bande hasde, allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

khoke apne par hi to usne tha udna sikha

khoke apne par hi to

khoke apne par hi to usne tha udna sikha

gum ko apne sath bhi lele, dard bhi tere kam aayega

allah ke bande hasde, allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

allah ke bande hasde, allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

tukde tukde ho gaya tha har sapna jab wo tuta

tukde tukde ho gaya tha

tukde tukde ho gaya tha har sapna jab wo tuta

bikhre tukdo me allah ki marzi ka manzar payega

allah ke bande hasde, allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

allah ke bande hasde, allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

tuta tuta ek parinda aise tuta ke fir jud na paya

luta luta kisne usko aise luta ke fir ud na paya

girta hua wo aasma se aakar gira jamin par

khwabo me fir bhi badal hi the wo kahta raha magar

allah ke bande hasde, allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

allah ke bande hasde, allah ke bande

allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

Explore this song