Roman script

hath dua ke liye uthau padh ke mai bismilla

tu khalif wari rab maula rahman rahim or allah

allah ka nam pak hai or wo pak rahega

or banda mustakh hai ye khak rahega

allah ka nam pak hai or wo pak rahega

or banda mustakh hai ye khak rahega

har say me uska nur hai bana hua dastur hai

hota wahi jarur hai allah ko jo manjur hai

allah ka nam pak hai or wo pak rahega

or banda mustakh hai ye khak rahega

teri raza se hoti subah sham rat hai

ye niyamate ye barkate teri saugat hai

allah tere hath me mauto khyat hai

mai kaise sar uthau meri kya okat hai

har jarra e har jarra e jami pe tera jalal hai

ek patta bhi hila sake kiski majal hai

allah ka nam pak hai or wo pak rahega

or banda mustakh hai ye khak rahega

yu apni rahmato ka kar diya hai ujala

jiska hai tu hai usko kon marne wala

machali ke pet me se lunush ko nikala

musa ko samundar me musa ko samundar me hi rashta bana diya

firon ka us pani me lashkar baha diya

deta hu mai iman o ibadat ka wasta

hasjlo karam ka wasta rahmat ka wata

hai chahne wale bando ki chahat ka wasta

pyare rasul ki tujhe umat ka wasta

mere charag pe bhi dil pe karde ek najar

aye rahmate ilahi tu raham paida kar

aye banda ye parwar tu raham paida kar

dua kabul kar tu raham paida kar

dua kabul kar tu raham paida kar

raham paida karraham paida kar

tu raham paida kar raham paida kar

Explore this song