Roman script

jo bhi bura bhala hai allah janta hai

jo bhi bura bhala hai allah janta hai

bande ke dil me kya hai allah janta hai

yeh farshbars kya hai allah janta hai

yeh farshbars kya hai allah janta hai

pardon me kya chupa hai allah janta hai

jaakar jahan se koi wabas nahi hai aata

jaakar jahan se koi wabas nahi hai aata

woh kaun si jagah hai allah janta hai

neki badi ko abni kitna hi tu chupaye

neki badi ko abni kitna hi tu chupaye

allah ko ko pata hai allah janta hai

allah ko ko pata hai allah janta hai

ye dhoop chanw dekho ye subah shaam dekho

ye dhoob chanw dekho ye subah shaam dekho

sab kyon ye ho raha hai allah janta hai

kismat ke naam ko to sab jaante hain lekin

kismat ke naam ko to sab jaante hain lekin

kismat mein kya likha hai allah janta hai

jo bhibura bhala hai allah janta hai.

bande ke dil me kya hai allah janta hai

yeh farshbars kya hai allah janta hai

pardon me kya chupa hai allah janta hai

allah janta hai, allah janta hai

allah janta hai, allah janta hai

allah janta hai, allah janta hai

allah janta hai, allah janta hai

Explore this song