Roman script

allah allah allah wo le gaya chandi challa

mai bhi uska dil le lungi kal ko insha-allah insha-allah

hath ko jo thama to kapne lagi mai

hath ko jo thama to kapne lagi mai

aag lagi tan me or hafne lagi mai

koi mere sanso ke taar jhanjhanaye

jaane ab kya hoga ye sochne lagi mai

allah allah le gaya challa, allah allah le gaya challa

allah allah allah wo le gaya chandi challa

allah allah allah wo le gaya chandi challa

mai bhi uska dil le lungi kal ko insha-allah insha-allah

allah allah allah wo le gaya chandi challa

haye re sharam se fir lal hua chehra

haye re sharam se fir lal hua chehra

lal bhi kuch aisa gulal hua chehra

ban gayi musibat ye phul si jawani

haal kya batau jo haal hua mera

allah allah le gaya challa, allah allah le gaya challa

allah allah allah wo le gaya chandi challa

allah allah allah wo le gaya chandi challa

mai bhi uska dil le lungi kal ko insha-allah insha-allah

allah allah allah wo le gaya chandi challa

janta hai jisko is bag ka najara

janta hai jisko is bag ka najara

janta hai jisko har sakh ka najara

kaliya kunwari pahchati hai jisko

phul bhi kahenge wo chor hai hamara

allah allah le gaya challa, allah allah le gaya challa

allah allah allah wo le gaya chandi challa

allah allah allah wo le gaya chandi challa

mai bhi uska dil le lungi kal ko insha-allah insha-allah

allah allah allah wo le gaya chandi challa

Explore this song