Roman script

ali dum dum dum dum

ali dum ali

yaad me teri sham dhali dhali

dum ali ali

o ik pal na aaya chaina

aankho me biti raina

ik pal na aaya chaina

aankho me biti raina

tere hi khabo ke khayalo se

galiche me teri shab dhali dhali

shab dhali dhali, shab dhali dhali

dum ali ali, dum ali ali

apna bana le mujhe yaara yaara

dildara tujhpe dil vaara

tujh se jiya ki lagan lagi hai

tere milan ki agan jagi hai

apna bana le mujhe yaara yaara

dildara tujhpe dil vaara

ya maula ya maula ya maula

ali dum ali ali

tere liye hi jind-o-jaa hai

tere liye hi jind-o-jaa hai mere

do jahan hai, dil ke armaa hai

ya maula ya maula ya maula

ali dum ali ali

dum ali ali, dum ali ali

dum ali ali

Explore this song