Roman script

koi parda koi aulat meri hi ankhon mein mare

mare hai tana mare mare hai tana

jab jhijhki jab kanpi hothon ki jodi to

maine han maine jana maine maine han jana

main to azadi mein bhi qaid ho gayi

mere albeliya tu kheliya

main to azadi mein bhi qaid ho gayi

mere albeliya tu kheliya

albeliya main tu kheliya

badla hai sheesha ya main ho gayi nayi

mere albeliya tu kheliya

albeliya main tu kheliya

main jo duniya ka chehra niharun 

unko hi paun

par wo jab bhi meri ore dekhein

chehra chhupaun han khwabon mein han

mere khuda rang bhar rahe hain

unka junun aur meri jan ek kar rahe hain

haye lutne mein kitna maza hai kaise bataun

dekhun khud ko to jaise aur hai koi

mere albeliya tu kheliya

jhuthi main jhuthi thehri tu sahi sahi

mere albeliya tu kheliya

albeliya main tu kheliya re

albeliya ai albeliya albeliya tu kheliya

Explore this song