Roman script

akhiya apni chupa ke rakh goriye 

zamana shrabi ban jayega

akhiya apni chupa ke rakh goriye 

zamana shrabi ban jayega

chand chade sab duniya dekhe 

chand chade sab duniya dekhe 

mai to dekhu mukh yaar ka

mai mar gaya allah

mai to dekhu mukh yaar ka 

julfe rukh se hata ke rakh goriye 

zamana shrabi ban jayega

akhiya apni chupa ke rakh goriye 

zamana shrabi ban jayega

dekh ke tere husan ka alam 

dil hai diwana tere naam ka

mai mar gaya allah 

dil hai diwana tere naam ka 

palke yu na jhuka ke rakh goriye 

zamana shrabi ban jayega

akhiya apni chupa ke rakh goriye 

zamana shrabi ban jayega

teri gali me aana jana 

teri gali me aana jana 

kaam yahi hai subha sham ka 

mai mar gaya allah 

kaam yahi hai subha sham ka 

jalwe kuch to bacha ke rakh goriye 

zamana shrabi ban jayega

akhiya apni chupa ke rakh goriye 

zamana shrabi ban jayega

Explore this song