Roman script

akela hoon main humsafar dhundhta hoon

mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon

akela hoon main humsafar dhundhta hoon

mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon

kisi ko shaamo sehar dhundhta hoon

akela hoon main humsafar dhundhta hoon

mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon

yeh mehaki huyi raat kitani haseen hai

yeh mehaki huyi raat kitani haseen hai

magar mere pehalu mein koyi nahi hai 

magar mere pehalu mein koyi nahi hai 

mohabbat bhari ik najar dhudata hoon

akela hoon main humsafar dhundhta hoon

mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon

mere dil mein aaja nigaahon mein aaja 

mere dil mein aaja nigaahon mein aaja 

mohabbat ki rangin raahon mein aaja 

mohabbat ki rangin raahon mein aaja 

tujhi ko ko main o bekhar dhundhta hoon

akela hoon main humsafar dhundhta hoon

mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon

kidhar jaau viraan hai meri raahein 

kidhar jaau viraan hai meri raahein 

kisi ko na apna saki meri aahein

kisi ko na apna saki meri aahein

main aahon mein apni asar dhundhta hoon

akela hoon main humsafar dhundhta hoon

mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon

kisi ko shaamo sehar dhundhta hoon

akela hoon main humsafar dhundhta hoon

mohabbat ki main rehgujar dhundhta hoon

Explore this song