Roman script

akela hu main humsafar dhundata hu

mohabbat ki main rehgujar dhundata hu

akela hu main humsafar dhundata hu

mohabbat ki main rehgujar dhundata hu

kisi shame sehar dhundata hu

akela hu main humsafar dhundata hu

mohabbat ki main rehgujar dhundata hu

ye mehaki hui raat kitani hasin hai 

ye mehaki hui raat kitani hasin hai 

magar mere pehalu mein koi nahi hai 

magar mere pehalu mein koi nahi hai 

mohabbat bhari ek najar dhudhta hu

akela hun main humsafar dhundhta hu

mohabbat ki main rehgujar dhundata hu

mere dil mein aaja nigaho mein aaja

mere dil mein aaja nigaho mein aaja

mohabbat ki rangin raho mein aaja

mohabbat ki rangin raho mein aaja

tujhi ko ko main o bekhar dhundata hu

akela hun main humsafar dhundata hu

mohabbat ki main rehgujar dhundata hu

kidhar jaau viran hai meri rahe 

kidhar jaau viran hai meri rahe

kisi ko na apna saki meri aahe

kisi ko na apna saki meri aahe

main aahone mein apni asar dhundata hu

akela hun main humsafar dhundata hu

mohabbat ki main rehgujar dhundata hu

kisi gam mein shaame sehar dhundata hu

akela hun main humsafar dhundata hu

mohabbat ki main rehgujar dhundata hun

Explore this song