Roman script

janmo ki jwala thi tan me

milne ki trishna thi man me

tune kiya tan ko sheetal sheetal

ab na rahi man me koi halchal

itna hai sukh bandhan me

preetam tere aalingan me

aagosh me aake maine jana

praano se najdik tujhko mana

sathiya

sapno ka har darpan tuta

har mausam lagta hai jhutha

itna gahan hai samay ka saya

dil ke ujaale ko benur paaya

sathiya

janmo ki jwala thi tan me

milne ki trishna thi man me

tune kiya tan ko sheetal sheetal

ab na rahi man me koi halchal

sathiya

Explore this song