Roman script
ajib hai zindagi ki manzil kahan chale the kahan pe aaye ajib hai zindagi ki manzil kahan chale the kahan pe aaye na muskuraye na ro sake dil na muskuraye na ro sake dil kahan chale the kahan pe aaye ajib hai zindagi ki manzil kahan chale the kahan pe aaye ajib hai na koi rasta na koi karwa hai sitam ki diwaar darmaya hai na koi rasta na koi karwa hai sitam ki diwaar darmaya hai badhe to mushkil ruke to mushkil kahan chale the kahan pe aaye ajib hai zindagi ki manzil kahan chale the kahan pe aaye ajib hai chale the ulfat ki bekhudi me utha wo tufan zindagi me utha wo tufan na koi kashti na koi sahil kahan chale the kahan pe aaye ajib hai zindagi ki manzil kahan chale the kahan pe aaye ajib hai
Song details
- Singer: Shankar Dasgupta
- Film / album: Aakash (1952)
- Composer: Anil Biswas
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Balraj Sahni
- Actor: Nadira
- Actor: Agha
- Actor: Shammi
- Actor: Manmohan Krishan
- Actor: Badri Prasad
Song video
actor: Shammi Kapoor, Balraj Sahni, Agha, Nadira, Manmohan Krishan