Roman script

aji hamse bachkar kahan jaaiyega

jahan jaaiyega hame paaiyega

aji hamse bachkar

ye kaisa nasha hai

ye kaisa asar hai

na kabu me dil hai

na bas me najar hai

jara hosh aa le chale jaaiyega

jara hosh aa le chale jaaiyega

theher jaaiyega, theher jaaiyega

aji hamse bachkar kahan jaaiyega

jahan jaaiyega hame paaiyega

aji hamse bachkar kahan jaaiyega

jahan jaaiyega hame paaiyega

aji hamse bachkar

Explore this song