Roman script

ajab vidhi ka lekh

kisi se padha nahi jaaye

kisi se padha nahi jaaye

rajmahal ki raani

phir se vanwaas paayi

phir se vanwaas paayi

vaidehi ko tyaag dukhi

prabhu man hi man howe

dukhi prabhu man hi man howe

kand mool phal khaaye

kusha ke aasan par sowe

kusha ke aasan par sowe

din raat siya ki yaad

na bhoole pal bhi raghuraai

na bhoole pal bhi raghuraai

nainon ki ud gayi neend

udaasi mukh par hai chhaayi

udaasi mukh par hai chhaayi

yaha ram ki ratna

seeta sada lagaati thi ratna

seeta sada lagaati thi

man mein rakhkar prabhu ki moorat

dukh bisraati thi

apna dukh bisraati thi

kabhi seenchti bel kabhi seenchti bel

kabhi hirnon ko khilaati kheer

kabhi hirnon ko khilaati kheer

kabhi goonthhti haar

kabhi ganga jal laati thi

kabhi ganga jal laati thi

kabhi ram ki yaad kabhi ram ki yaad

tadak bijli si jaati beech

tadak bijli si jaati beech

wo bharam se bhari

tadap man mein reh jaati seet

tadap man mein reh jaati seet

gayi andheri raat gayi andheri raat

nishaa aasha ki ban chhaayi

shubh ghadi shubh din aaya

jaanki janani pag paayi

jaanki janani pag paayi

Explore this song