Roman script

aaj ki baat phir nahi hogi 
ye mulakat phir nahi hogi 
aaj ki baat aaj ki baat phir nahi hogi 
ye mulakat phir nahi hogi 
aise baadal to phir bhi aayenge 
aisi barsat phir nahi hogi 
aise baadal to phir bhi aayenge 
aisi barsat phir nahi hogi 
kash unko bhi yun hua mahsus 
kash unko bhi yun hua mahsus 
jaise ye raat phir nahi hogi 
ek najar mudke dekhne wale 
kya ye kharaat phir nahi hogi 
ajab tera kanun dekha hain khudaya 
ajab tera kanun dekha hain khudaya 
ajab tera kanun dekha hain khudaya 
dil diya phire wahi 
dil diya phire wahi tujhko paya 
ajab tera kanun dekha hain khudaya 
dil diya phire wahi dil diya phire wahi 
dil diya phire wahi tujhko paya 
ajab tera kanun dekha hain khudaya 
maine masum baharon mein 
maine masum baharon mein tumhe dekha hain 
maine kurnur sitaron mein tumhe dekha hain 
maine kurnur sitaron mein tumhe dekha hain 
maine kurnur sitaron mein tumhe dekha hain 
mere mahbub mahbub teri pardanashini ki kasam 
maine ashkon ki kataron mein tumhe dekha hain 
ajab tera kanun dekha hain khudaya 
ajab tera kanun dekha hain khudaya 
dil diya phire wahi dil diya phire wahi 
dil diya phire wahi tujhko paya 
ajab tera kanun dekha hain khudaya 
hain gumrah jis dil mein 
hain gumrah jis dil mein 
baki khudi hain baki khudi hain 
hain gumrah jis dil mein 
hain gumrah jis dil mein 
hain gumrah jis dil mein 
baki khudi hain baki khudi hain 
hain gumrah jis dil mein baki khudi hain 
mila tu jise mila tu jise 
khudi ko jisne hain ghumaya mila tu jise 
khudi ko jisne hain ghumaya 
dil diya phire wahi dil diya phire wahi 
dil diya phire wahi tujhko paya 
ajab tera kanun dekha hain khudaya 
ajab tera kanun dekha hain khudaya

Song details

lyricist: Hitshri Asudaranji, Swami Ramthirth, Bulleh Shah