Roman script

ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota

ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota

kabhi jaan sadke hoti, kabhi dil nisaar hota

na maja hain dushmani mein

na hain luft dosti mein

na maja hain dushmani mein

na hain luft dosti mein

koi gair gair hota, koi yaar yaar hota

koi gair gair hota, koi yaar yaar hota

ye maja tha dillagi ka

ke barabar aag lagti

ye maja tha dillagi ka

ke barabar aag lagti

na tumhe qaraar hota, na hume qaraar hota

na tumhe qaraar hota, na hume qaraar hota

tere waade par sitamgar

abhi aur sabr karte

tere waade par sitamgar

abhi aur sabr karte

agar apni zindagi ka hume aitbaar hota

agar apni zindagi ka hume aitbaar hota

ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota

Explore this song