Roman script

aiyo aiyo rama rama 

aiyo aiyo ise bachaiyo 

shadi kar ke rone se 

behatar kuwaara rahna 

khao piyo mauj udao 

yaro maan lo kahna 

ha ha ha ha ha 

shadi kar ke rone se 

behatar kuwaara rahna 

khao piyo mauj udao 

yaro maan lo kahna 

shadi ho jayegi, biwi aa jayegi 

aazadi kho jayegi 

na karna shadi, shadi barbadi 

na karna shadi, shadi barbadi 

shadi kar ke rone se 

behatar kuwaara rahna 

khao piyo mauj udao 

yaro maan lo kahna 

shadi hogi, problem hogi 

behtar hain bachelor rahna 

na karna shadi, shadi barbadi 

na karna shadi, shadi barbadi 

aiyo aiyo rama rama 

aiyo aiyo ise bachaiyo 

he he he he he he 

ghar aane ki problem ha ha 

kahi jane ki problem ho ho 

kuchh khane ki problem ha ha 

kuchh pine ki problem ho ho 

kabhi biwi ki problem ha ha 

kabhi bachcho ki problem ho ho 

kabhi naukar ki problem 

kabhi naukari ki problem 

pars khaali hoga, raashan nahi hoga 

socho to fir kya hoga 

socho bhai 

na karna shadi, shadi barbadi 

na karna shadi, shadi barbadi 

shadi kar ke rone se 

behatar kuwaara rahna 

khao piyo mauj udao 

yaro maan lo kahna 

shadi ho jayegi, biwi aa jayegi 

aazadi kho jayegi 

na karna shadi, shadi barbadi 

na karna shadi, shadi barbadi 

aiyo aiyo rama rama 

aiyo aiyo ise bachaiyo 

he he he he he he 

disco me jaao hay hay 

girlfreind banao hoy hoy 

do peg lagao hay hay 

kuchh hanso hansaao hoy hoy 

hotel me khao hay hay 

credit card thamao hoy hoy 

ji chahe jaha tum raat bitaao

nation ki hai tension, badhti population

gaur jara famana 

na karna shadi, shadi barbadi 

na karna shadi, shadi barbadi 

shadi kar ke rone se 

behatar kuwaara rahna 

khao piyo mauj udao 

yaro maan lo kahna 

shadi ho jayegi, biwi aa jayegi 

aazadi kho jayegi 

na karna shadi, shadi barbadi 

na karna shadi, shadi barbadi 

shadi kar ke rone se 

behatar kuwaara rahna 

khao piyo mauj udao 

yaro maan lo kahna 

shadi hogi, problem hogi 

behtar hain baichlar rahna 

na karna shadi, shadi barbadi 

na karna shadi, shadi barbadi 

aiyo aiyo rama rama 

aiyo aiyo ise bachaiyo 

aiyo aiyo rama rama 

aiyo aiyo ise bachaiyo

Explore this song