Roman script

aitbaar nahi karna, intjaar nahi karna 
aitbaar nahi karna, intjaar nahi karna
had se bhi jyada tum, kisi se pyar nahi karna 
had se bhi jyada tum, kisi se pyar nahi karna 
koi to vafa kare koi to jafa kare 
kisko hain pata yaha, kaun kya khata kare 
aisa na ho ishq me, koi dil ko tod de 
bich raah me sanam tera sath chhod de 
izhaar nahi karna, intjaar nahi karna
had se bhi jyada tum, kisi se pyar nahi karna 
had se bhi jyada tum, kisi se pyar nahi karna

Song details