Roman script

aise naa bichhad aankhon se

ashqo ki tarah tu

aise naa bichhad aankhon se

ashqo ki tarah tu

aa laut ke aa phir

aa laut ke aa phir teri yaado ki tarah tu

aise naa bichhad aankhon se

ashqo ki tarah tu

sukh chain mera lutne wale aa kisi din

sukh chain mera lutne wale aa kisi din

sukh chain mera lutne wale aa kisi din

mujhko bhi chura le meri neendo ki tarah tu

mujhko bhi chura le meri neendo ki tarah tu

aa laut ke aa phir

aa laut ke aa phir teri yaado ki tarah tu

aise naa bichhad aankhon se

ashqo ki tarah tu

chaha to bahot maine bhula dun tumhe lekin

jaata hi nahi dil se ummedon ki tarah tu

jaata hi nahi dil se ummedon ki tarah tu

aa laut ke aa phir

aa laut ke aa phir teri yaado ki tarah tu

aise naa bichhad aankhon se

ashqo ki tarah tu

munh pher ke jaana hain tujhe jaa teri marzi

mat ruth magar mujhse naseebo ki tarah tu

mat ruth magar mujhse naseebo ki tarah tu

aa laut ke aa phir

aa laut ke aa phir teri yaado ki tarah tu

aise naa bichhad aankhon se

ashqo ki tarah tu

aise naa bichhad aankhon se

ashqo ki tarah tu

Explore this song