Roman script

aise hijr ke mausam

aise hijr ke mausam, tab tab aate hai

tere alawa

tere alawa yaad hume sab aate hai

tere alawa yaad hume sab aate hai

aise hijr ke mausam, tab tab aate hai

jaagti aankho se bhi dekho duniya ko

duniya ko

jaagti aankho se bhi dekho duniya ko

jaagti aankho se bhi dekho duniya ko

khwaabo ka kya hai wo har shab aate hai

khwaabo ka kya hai wo har shab aate hai

tere alawa

tere alawa yaad hume sab aate hai

tere alawa, tere alawa

tere alawa yaad hume sab aate hai

aise hijr ke mausam, tab tab aate hai

aise hijr ke mausam, tab tab aate hai

ab wo safar ki taab nahi baaki warna

ab wo safar ki taab nahi baaki warna

ab wo, ab wo

ab wo safar ki taab nahi baaki warna

humko bulaave dasth se jab tab aate hai

humko bulaave dasth se jab tab aate hai

tere alawa, tere alawa, tere alawa

tere alawa yaad hume sab aate hai

aise hijr ke mausam, tab tab aate hai

kaagaz ki

kaagaz ki kasthi me

kaagaz ki kasthi me dariya paar kiya

dariya paar kiya, paar kiya, kaagaz ki

kaagaz ki kasthi me dariya paar kiya

paar, paar kiya, dariya paar kiya

kaagaz ki kasthi me dariya paar kiya

dekho humko kya kya kartab aate hai

dekho humko kya kya kartab aate hai

aise hijr ke mausam, tab tab aate hai

tere alawa, tere alawa

tere alawa yaad hume sab aate hai

tere alawa yaad hume sab aate hai

aise hijr ke mausam, tab tab aate hai

Explore this song