Roman script

ae saawara, saawara, ae saawara

aisa to socha na tha, aisa bhi ho jaayega

ye mujhse kya ho gaya, ye maine kya kar diya

dhua dhua hai har jagah

aankhon mein jaane ye kaisa andhera ghula

anjaan hai aasmaan, aisa to socha na tha

bikhare pade hai tut ke 

chaaha tha kya aur kya hua

meri ye jaan mera jahaan, sub kuchh mujhe tune diya

thokar lagi mujhko kabhi, badh ke mujhe thaam liya

meri ye jaan mera jahaan, sub kuchh mujhe tune diya

bejaar hai ye soch ke, tere liye bana baddua

aisa to socha na tha, aisa bhi ho jaayega

ye mujhse kya ho gaya, ye maine kya kar diya

dhua dhua hai har jagah

aankhon mein jaane ye kaisa andhera ghula

anjaan hai aasmaan, aisa to socha na tha

bikhare pade hai tut ke 

chaaha tha kya aur kya huaa

Explore this song