Roman script

aisa to kabhi mumkin hi nahi aisa to kabhi mumkin hi nahi

mil jaye najar or pyar na ho mil jaye najar or pyar na ho 

jo bat janam le le dil me jo bat janam le le dil me

us bat ka kyo ijhar na ho us bat ka kyo ijhar na ho

aisa to kabhi mumkin hi nahi

mana ke javani hai aayi toba ye nashili angdayi

mana ke javani hai aayi toba ye nashili angdayi

tham ke barish aye sokh gata

tham ke barish aye sokh gata

jajbat ki had se par na ho jajbat ki had se par na ho

aisa to kabhi mumkin hi nahi

ye sham ki shurkhi galo par

haye ye rat ka aanchal balo par

ye sham ki shurkhi galo par

ye rat ka aanchal balo par

pad jaye najar tuj par jiski 

haye pad jaye najar tuj par jiski 

kaise vo tera bimar na ho kaise vo tera bimar na ho

aisa to kabhi mumkin hi nahi aisa to kabhi mumkin hi nahi

mil jaye najar or pyar na ho mil jaye najar or pyar na ho 

aisa to kabhi mumkin hi nahi

Explore this song