Roman script

aisa lagta hai zindagi tum ho

aisa lagta hai zindagi tum ho

ajnabi kaise ajnabi tum ho

aisa lagta hai zindagi tum ho

ab koi aarzu nahi baaki

ab koi aarzu nahi baaki

ab koi aarzu nahi baaki

justju meri aakhri tum ho

justju meri aakhri tum ho

aisa lagta hai zindagi tum ho

aisa lagta hai zindagi tum ho

main zamin par ghana andhera hun

main zamin par ghana andhera hun

main zamin par ghana andhera hun

aasmaano ki chandni tum ho

aasmaano ki chandni tum ho

aisa lagta hai zindagi tum ho

aisa lagta hai zindagi tum ho

doston se wafa ki ummide

doston se wafa ki ummide

doston se wafa ki ummide

kis zamaane ke aadmi tum ho

kis zamaane ke aadmi tum ho

aisa lagta hai zindagi tum ho

aisa lagta hai zindagi tum ho

ajnabi kaise ajnabi tum ho

ajnabi kaise ajnabi tum ho

aisa lagta hai zindagi tum ho

Explore this song