Roman script

aisa kyu hota hai aisa kyu hota hai

nind udti hai chain khota hai

jan jati hai pyar hota hai

jab tumpe gujregi tab tum ye janoge

kahna mera yaro tab tum ye manoge

nind udti hai chain khota hai

jan jati hai pyar hota hai

aisa kyu hota hai aisa kyu hota hai

kya najare hai ye hamare hai mastano ke din

pal jo aayenge bit jayenge ungliyo pe gin

kya najare hai ye hamare hai mastano ke din

padh likh ke socho karna bhi kya hai

firte rahenge bekar hum

chhodo na chhodo jane do yaro

ladki nahi ye bijli sitam

aisa kyu hota hai aisa kyu hota hai

kya hasin hai kya jawan hai kya kamal hai

bolo bolo na iske bare mein kya khyal hai

kya hasin hai kya jawan hai

har ek hasina marti hai mujhpe

karti hai mujhpe dil wo fida

itni mohabbat itni shararat

uff ye ada aisa kyu hota hai aisa kyu hota hai

aisa kyu hota hai aisa kyu hota hai

chori chupke se dil jo milte hai

dil pe chahat ke rang khilte hai

tanha akele khamosh rahte hai

hotho ki bate aankho se kahte hai

aisa kyu hota hai aisa kyu hota hai

aisa kyu hota hai aisa kyu hota hai

Explore this song