Roman script
mere dil ko yeh kya ho gaya, mai na janu kahan kho gaya kyon lage din me bhee rat hai, dhup me jaise barsat hai aisa kyon hota hai bar bar, kya isko hi kehte hai pyar mere dil ko yeh kya ho gaya, mai na janu kahan kho gaya kyon lage din me bhee rat hai, dhup me jaise barsat hai aisa kyon hota hai bar bar, kya isko hi kehte hai pyar ho sapne naye sajne lage, duneeya nayee lagne lagee pehle kabhee aisa na huwa, kya pyas yeh jagne lagee madhoshiyo kaa hai samah, woh jukne laga asman khamoshee banee hai juban, chaide hai koyee dastan dhadkan pe bhee chaya hai khumar, aisa kyon hota hai bar bar ho ayne me jo dekha toh dekha, aaye sharam ankhen jhukee dhak se mera dhadka jiya, ek pal ko yeh sasen rukee abb choree satane lagee, rato ko jagane lagee mai yuhi machal ne lagee, kuchh kuchh badal ne lagee jane rehatee hu kyon bekarar, aisa kyon hota hai bar bar mere dil ko yeh kya ho gaya, mai na janu kahan kho gaya kyon lage din me bhee rat hai, dhup me jaise barsat hai aisa kyon hota hai bar bar, kya isko hi kehte hai pyar
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Ishq Vishk (2003)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Sameer
- Actor: Shahid Kapoor
- Actor: Amrita Rao
- Actor: Shenaz Treasuryvala
- Actor: Yash Tonk
- Actor: Satish Shah
- Actor: Vishal Malhotra
- Actor: Upasna Singh
- Actor: Neelima Azim
- Actor: Viveck Vaswani
- Actor: Kapil Jhaveri
- Actor: Anang Desai
- Actor: Mandeep
- Actor: Omung Kumar
- Actor: Himanshu
- Actor: Nitin Arora
Song video
actor: Shahid Kapoor, Amrita Rao