Roman script

sunita sunita sunita, sunita sunita sunita

sunita sunita sunita

aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa

dekhate hi tujhe hosh gum huye

hosh aya toh, dil mera dil na raha

reshami julfe hain, savan ki ghatao jaisi

palake hain teri, ghane ped ki chhanv jaisi

bholapan aur hansi afrin afrin

aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa

dekhate hi tujhe hosh gum huye

hosh aya toh, dil mera dil na raha

aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa

jhil si ankho me, masti ke jam lehraye

jab honth khule tere, sargam baje, mehake fijaye

har ada dil nashi, afrin afrin

aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa

dekhate hi tujhe hosh gum huye

hosh aya toh, dil mera dil na raha

aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa

patali si gardan me, ek bal hai surahi jaisa

andaj matakane ka, dekha na kisi ne aisa

gulbadan najanin, afrin afrin

aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa

dekhate hi tujhe hosh gum huye

hosh aya toh, dil mera dil na raha

aisa kabhi huwa nahi, jo bhi huwa khub huwa

Explore this song