Roman script

teri baaton mein

ek halki saitaani hai

lagta hai yun

aisa hai kyun?

(aisa hai kyun?)

harkate meri bhi

saari bachkani hai

lagta hai yun

aisa hai kyun?

(aisa hai kyun?)

bhaa rahi hai meethi si baat hai tu

ab lage ki thode se khaas main hun

kahan chal pade hai hum

tujhe hai kya pata

lagta ye khumaar hai kyun

kahin door ki hawa

mein man ye udd raha

lage baatein bhali teri kyun

badle jo saans hai yun

ab lage ki thode se khaas main hun

tere paas aane ke kacheche bahaane

mere saath chale hai kyun

saare sawalo se tujh tak main ayi hun

kyun tujhko main apna kahun

jab mere saath hai tu

tab lage ki thodi si khaas main hun

(tab lage ki thodi si khaas main hun)

Explore this song