Roman script

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

tere piche dil ye tabah ho gaya

ji me aata hai ki tujhe dekhu bhi nahi

par kya karu ye dil jo fida ho gaya

par kya karu ye dil jo fida ho gaya

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

tere piche dil ye tabah ho gaya

ji me aata hai ke tujhe dekhu bhi nahi

par kya karu ye dil jo fida ho gaya

par kya karu ye dil jo fida ho gaya

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

o sahjadi bat bat me kaisi uljhan pad gayi

aaj tu hum par ho gayi gusse kaisi aafat pad gayi

tere dil ki bat maine jan li

cham cham payal ki pahchan li

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

tere piche dil ye tabah ho gaya

ji me aata hai ke tujhe dekhu bhi nahi

par kya karu ye dil jo fida ho gaya

par kya karu ye dil jo fida ho gaya

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

is dunia ki bhid me aakar 

dil ne tujhko jan liya dhire dhire pyar jaga 

or dil ne apna man liya

mai to kho gayi re tujhe dekh kar

teri ho gayi re tujhe dekh kar

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

tere piche dil ye tabah ho gaya

ji me aata hai ke tujhe dekhu bhi nahi

par kya karu ye dil jo fida ho gaya

par kya karu ye dil jo fida ho gaya

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

are jab tu bigde or hsi ho

gussa lage pyara

ek bat ne jita hamko ek bat se hara

jhagda naa kr tu ari man ja

apna samjh tu ari jan ja

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

tere piche dil ye tabah ho gaya

ji me aata hai ke tujhe dekhu bhi nahi

par kya karu ye dil jo fida ho gaya

par kya karu ye dil jo fida ho gaya

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

aigo aigo aigo ye kya ho gaya 

aigo aigo aigo ye kya ho gaya

Explore this song