Roman script

o o aa

har zabaa ruki ruki, har nazar jhuki jhuki

kyaa yahi hai zindagi, kyaa yahi hai zindagi

ai vatan ke naujavaano, jaag aur jagaa ke chal	- 2

(koras: jaag aur jagaa ke chal)

zulm jis kadar badhe, aur sar uthaa ke chal

(koras: jaag aur jagaa ke chal)

(kaamp hai teri nazar, unake dil me chor hai

un me bal hai, tere bhi baazuo zor hai)		- 2

zaalimo kaa hurur kaak me milaa ke chal

ai vatan ke naujavaano 

(kyaa samadaro kaa shor, aur bhanvar ki chaal hai

tere aage sar uthaae, mauj ki majaal kyaa)		- 2

khol zindagi ki naav, baadabaa udaa ke chal

ai vatan ke naujavaano 

(kaaravaa vatan kaa aaj daakuo me ghir gayaa

zulm ke adhere me aa rahi hai is sadaa)		- 2

iteqaam kaa mashaal haath me jalaa ke chal

koras: iteqaam, iteqaam, iteqaam

Explore this song