Roman script

ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind

jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind

kuchh rat jage se jaagati aankhon me reh gaye

janjeer-e-intjaar ka tha silsila wo nind 

janjeer-e-intjaar ka tha silsila wo nind 

jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind

ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind

dekha kuchh iss tarah se kisi khush nigaah ne 

rukhsat huwa to saath ye leta gaya wo nind 

rukhsat huwa to saath ye leta gaya wo nind 

jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind

ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind

khushbu ki tarah mujhpe jo bikhari tamaam shab

main uski mast aankh se chunata raha wo nind

main uski mast aankh se chunata raha wo nind

jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind

ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind

jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind

ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind

ae gardish-e-hayaat

Explore this song