Roman script

aaha badla zamana waha waha badla zamana

chhe naye paiso ka purana ek aana

aaha badla zamana waha waha badla zamana

chhe naye paiso ka purana ek aana

aaha badla zamana waha waha badla zamana

pehle solha paiso ki to hoti thi chavani

ho gayi ab barha paiso ki duvani

pehle solha paiso ki to hoti thi chavani

ho gayi ab barha paiso ki duvani

uth gaya aane pai ka ab dana

badla zamana waha waha badla zamana

chhe naye paiso ka purana ek aana

aaha badla zamana waha waha badla zamana

chhote chhote naye paise bade pyare pyare

chhote chhote naye paise bade pyare pyare

gol mol nanhne mune ankhiyo ke tare

chhote chhote naye paise bade pyare pyare

gol mol nanhne mune ankhiyo ke tare

rupaiye ke milo so bhar lo khajana

badla zamana waha waha badla zamana

chhe naye paiso ka purana ek aana

aaha badla zamana waha waha badla zamana

sun mai bap rahe khush tere lal

fakir kare do naye paiso ka sawal

sun mai bap sun mai bap rahe khush tere lal

fakir kare do naye paiso ka sawal

jo do nahi dega ek paisa purana

badla zamana waha waha badla zamana

chhe naye paiso ka purana ek aana

aaha badla zamana waha waha badla zamana

chhe naye paiso ka purana ek aana

aaha badla zamana waha waha badla zamana

Explore this song