Roman script
agar teri jalwa numai na hoti agar teri jalwa numai na hoti khuda ki kasam ye khudayi na hoti agar teri jalwa numai na hoti khuda ki kasam ye khudayi na hoti agar aankh tumse milayi na hoti meri jindagi muskurayi na hoti agar aankh tumse milayi na hoti meri jindagi muskurayi na hoti baharo ka mausam na hota suhana baharo ka mausam na hota suhana tere dam kadam se hua aashikana tere dam kadam se hua aashikana najaro me ye dilrubai na hoti khuda ki kasam ye khudayi na hoti agar aankh tumse milayi na hoti meri jindagi muskurayi na hoti tere pyar ne mujh par ahsaa kiya hai tere pyar ne mujh par ahsaa kiya hai mere dil liya hai mujhe dil diya hai mere dil liya hai mujhe dil diya hai agar tune ulfat nibhayi na hoti meri jindagi muskurayi na hoti agar teri jalwa numai na hoti khuda ki kasam ye khudayi na hoti agar noor tera na aata jaha me agar noor tera na aata jaha me to rakha hi kya tha jami aasma me to rakha hi kya tha jami aasma me ke malik ne dunia banayi na hoti khuda ki kasam ye khudayi na hoti agar aankh tumse milayi na hoti meri jindagi muskurayi na hoti agar teri jalwa numai na hoti khuda ki kasam ye khudayi na hoti
Song details
- Singer: Suman Kalyanpur
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Beti Bete (1964)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actor: Sunil Dutt
- Actor: B Saroja Devi
- Actor: Jamuna
- Actor: Jayant
- Actor: Mehmood
- Actor: Agha
- Actor: Shobha Khote
- Actor: Rajendra Nath
- Actor: Sudesh
- Actor: Master Shahid
- Actor: Farida Dadi
Song video
singer: Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi