Roman script

agar teri aankho se aankhe mila du

mai kismat jaga du mukadar bana du

mai kismat jaga du mukadar bana du

agar teri aankho se aankhe mila du

nigahe badal du nishana badal du

nigahe badal du nishana badal du

jo chahu to sara zamana badal du

mohabbat ki raho pe chalna sikha du

mai kismat jaga du mukadar bana du

mai kismat jaga du mukadar bana du

agar teri aankho se aankhe mila du

hai jinki jawani unhi ka zamana

hai jinki jawani unhi ka zamana

tu chahe agar meri duniya me aana

zami to zami aasma bhi dikha du

mai kismat jaga du mukadar bana du

mai kismat jaga du mukadar bana du

Explore this song