Roman script

agar mere paas paisa hota aisa hota aisa hota

agar mere paas paisa hota socho jara kaisa hota

ik bangla ik gadi ek ladki wo bhi kuwari

are masti karta mauj manata ek pal na khota

agar mere paas paisa hota socho jara kaisa hota

lutta khushiyo ki bahare dil agar kahta

sapno ka ek sahar banata usme mai rahta

raaj karta is dunia pe raja ban jata

aasman se chand sitare tod ke lata

pyar ke nagme jhum ke gata

roz nayi mahfil mai sajata

chanchal saukh hasino ki baho me mai sota

agar mere pas paisa hota aisa hota aisa hota

agar mere pas paisa hota

socho zara kaisa hota ik bangla ik gadi

ek ladki wo bhi kuwari

are masti karta mauj manata ek pal na khota

agar mere paas paisa hota socho jara kaisa hota

pyar ki khusbu mai lutata is zamane me

bas mera hi zikar hota har fasane me

har taraf khushahali hoti gam mita deta

is jami ko swarg se bhi sundar bana deta

hoti meri shame suhani muskura ke katty jawani

hasta or hasata yaro koi na rota

agar mere paas paisa hota aisa hota aisa hota

agar mere paas paisa hota socho jara kaisa hota

ik bangla ik gadi ek ladki wo bhi kuwari

are masti karta mauj manata ek pal na khota

agar mere paas paisa hota socho jara kaisa hota

Explore this song