Roman script

nigahe fer kar muhjse  mera dil todne vale

mujhe rahe mohabbat me akela  chodne vale

agar leta hu tera naam mohabbat hoti hai badnam

agar leta hu tera naam mohabbat hoti hai badnam

mohabbat hoti hai badnam agar leta hu tera naam

mohabbat hoti hai badnam mohabbat hoti hai badnam

vafa ki justju karne chala tha 

bevafao me mai aa batha tha bhule se

teri julfo ki chhao me bana kar mujhko tasana kam

teri chaht ka tuta jam teri chaht ka tuta jam

bana kar mujhko tasan kam

teri chaht ka tuta jam teri chaht ka tuta jam

agar leta hu tera naam mohabbat hoti hai badnam

tu aye mahbub kya jane ke hai rasme mohabbat kya

nahi hai aaj tu apna to fir tujhse sikayat kya

mila hai ye ulfat ka inaam ke jina hai mujh par ilzam

ke jina hai mujh par ilzam mila hai ye ulfat ka inaam

ke jina hai mujh par ilzam ke jina hai mujh par ilzam

agar leta hu tera naam mohabbat hoti hai badnam

kabhi aye dosto aye dost aye dosto

kabhi aye dosto dil lagi tumko na tadpaye

mohabbat tum ko ras aaye kabhi na aaye gham ki sham 

mile khushiyo ka hi paygam mile khushiyo ka  hi  paygam

agar leta hu tera naam mohabbat hoti hai badnam

mohabbat hoti hai badnam mohabbat hoti hai badnam

Explore this song