Roman script

agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta

jo hai marde jamana aafato se darr nahi sakta

agar takdeer ki mehfil me ho takdeer ka sathi

vo pyala kaun sa pyala hai ke jo dhar nahi sakta

vo pyala kaun sa pyala hai ke jo dhar nahi sakta

agar inshan me himat ho to kya  kar nahi sakta

fiza per jiska jina sahadat jiska marna hai

vo mar jata hai lekin naam uska mar nahi sakta

vo mar jata hai lekin naam uska mar nahi sakta

agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta

tu apni raah chalta ja na darr tokar se ae bande

khuda jiska sahara hai khuda jiska sahara hai

bashar vo gir nahi sakta khuda jiska sahara hai

bashar vo gir nahi sakta

agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta

agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta

Explore this song