Roman script

agar dil kisi se lagaya na hota

agar dil kisi se lagaya na hota

jamane ne humko mitaya na hota

jamane ne humko mitaya na hota 

deewana fida tune aanshu samjake aanshu samjake

to nazaro me humko basaya na hota 

to nazaro me humko basaya na hota

jamane ne humko mitaya na hota

mukdar me dar yahi ruswaiya thi ruswaiya thi

to mahfil me teri m aaya na hota 

to mahfil me teri m aaya na hota

jamane ne humko mitaya na hota 

agar tere daman ki hasrat na hoti hasrat na hoti

to yu jindgi ko mitaya na hota

agar dil kisi se lagaya na hota

jamane ne humko mitaya na hota

Explore this song