Roman script

afrin afrin afrin

afrin afrin afrin

afrin afrin afrin

afrin afrin afrin

husn-e-janaa ki tarif mumkin nahi

afrin afrin afrin afrien

husn-e-janaa ki tarif mumkin nahi

afrin afrin afrin afrien

tu bhi dekhe agar to kahe hamnshi

tu bhi dekhe agar to kahe hamnshi

afrin afrin afrin afrin

husn-e-janaa ki tarif mumkin nahi

afrin afrin afrin afrien

husn-e-janaa ki tarif mumkin nahi

aisaa dekhaa nahi khubsurat koi

aisaa dekhaa nahi khubsurat koi

jism jaise hai ajanta ki murat koi

jism jaise hai ajanta ki murat koi

jism jaise nigahon pe jaadu koi

jism jaise nigahon pe jaadu koi

jism naghma koi jism khushbu koi

jism naghma koi jism khushbu koi

jism jaise machalti huyi ragini

jism jaise machalti huyi ragini

jism jaise mehakti huyi chandni

jism jaise mehakti huyi chandni

jism jaise ke khilta huaa ek chaman

jism jaise ke khilta huaa ek chaman

jism jaise ke suraj ki pehli kiran

jism jaise ke suraj ki pehli kiran

jism tersha huaa dilkasho dilnashi

jism tersha huaa dilkasho dilnashi

sandali sandali marmari marmari

sandali sandai marmari marmari

afrin afrin afrin 

afrin afrin afrin 

afrin afrin afrin

afrin afrin afrin afrin afrin

husne janaaa ki tarif mumkin nahi

afrin afrin afrin afrin

husne janaaa ki tarif mumkin nahi

aankhe dekhi to main dekhta rah gaya

aankhe dekhi to main dekhta rah gaya

jaam do aur dono hi do atesha

jaam do aur dono hi do atesha

aankhe yaa maikade ke do baab hain

aankhe yaa maikade ke do baab hain

aankhe inko kahu yaa kahu khawab hain

aankhe inko kahu yaa kahu khawab hain

aankhe nichi huyi to haya ban gayi

aankhe nichi huyi to haya ban gayi

aankhe unchi huyi to duaa ban gayi

aankhe unchi huyi to duaa ban gayi

aankhe uth kar jhuki to ada ban gayi

aankhe uth kar jhuki to ada ban gayi

aankhe jhuk kar uthi to qadaa ban gayi

aankhe jhuk kar uthi to qadaa ban gayi

aankhe jin me hain kaid asmaan o zamin

aankhe jin me hain kaid asmaan o zamin

aankhe jin me hain kaid asmaan o zamin

nargasi nargasi surmayi surmayi

nargasi nargasi surmayi surmayi

afrin afrin afrin

afrin afrin afrin 

afrin afrin afrin 

afrin afrin afrin 

afrin afrin afrin afrin

husn-e-janaa ki tarif mumkin nahi

afrin afrin afrin afrin

tu bhi dekhe agar to kahe hamnshi

tu bhi dekhe agar to kahe hamnshi

afrin afrin afrin afrin

husn-e-janaa ki tarif mumkin nahi

afrin afrin afrin afrien

husn-e-janaa ki tarif mumkin nahi

husn-e-janaa ki tarif mumkin nahi

husn-e-janaa ki tarif mumkin nahi

husn-e-janaa aa aa

Explore this song