Roman script

makhtool jigar, ya baba qaatil hai nazar, ya baba

ik mehjabin, ya baba ik noor-e-nabin, ya baba

rab ki rubaai, ya baba ya hai tabaahi, ya baba

gardan surahi, ya baba boli ilaahi, ya baba

afghan jalebi, mashooq farebi

ghayal hai tera deewana bhai wah, bhai wah

bandook dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah

afghan jalebi, mashooq farebi

ghayal hai tera deewana bhai wah, bhai wah

bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah

o dekh darazi, wallah banda namazi, wallah

khel ke baazi, wallah khamakha

ab thehra na kisi kaam ka, wallah wallah

heer ka koi, wallah sher suna ke ,wallah

ghoont laga ke, wallah jaam ka

mera khan mehaz naam ka

oye lakht-e-jigar, ya baba oye noor-e-nazar, ya baba

ek teer hai tu, ya baba main chaak jigar, ya baba

bandon se nahin to allah se daregi

waada to kabhi nibhana bhai wah, bhai wah

bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah

bhai wah bhai wah bhai

khawaja ji ki paas teri chugli karunga

main teri chugli karunga haan teri chugli karunga

angoothi mein qaid teri ungli karunga

gul-e-gulzar, ya baba mere sarkar, ya baba

bade manshoor, ya baba tere rukhsaar, ya baba

haaye shamsheer nigaahein chaabuk si adaayein

nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah

bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah

Explore this song