Roman script

affu khudaya

vaah-vaah-vaah-vaah, vaah-vaah-vaah-vaah

is divaane dil ne kya jaadu chalaaya

tumko hampe pyar aaya, pyar aaya

oy, hamko tumpe pyar aaya, pyar aaya

affu khudaaya

ji diya maine, ji liya maine

ji diya maine, ji liya maine

ab chaahe mujhko zamaana goli maar de

ab chaahe mujhko zamaana goli maar de

raaja ke shikaare ko bhanvar me utaar de

aage ji ke kya lena hai

mere dil ne jo bhi maanga tha vo paaya

tumko hampe pyar aaya, pyar aaya

affu khudaya

dil me ye aayi, deke duhayi

dil me ye aayi, deke duhayi

pattharo se sar takaraau mai divaana

pattharo se sar takaraau mai divaana

jal jaau banake shama ka parvaana

marna-jina, khaana-pina, hasna-rona

nahana-dhona, sona-uthna, chalna-phirna

aana-jaana ham divaane ne muhabbat me bhulaaya

hamko tumpe pyar aaya, pyar aaya

hamko tumpe pyar aaya, pyar aaya

affu khudaya

Explore this song